Shokpit banane ki aashan bidhi:
1 bhawan ke Sagan athwa uperukt sthan PR Jo aapke bhavan ki chath ke najdik ho ya vanha per bershat ka pani bahker aa RHA ho,5×5×5 fhut ka {5fhut lambs,5fhut choura,5fhit gahra}ek gadda taiyar karayen.
2.gadde me andar Charon or inth ki diwar banaye .bina mitti ya siment ki maddad sey .
3.an ish gaddey main 1fhit unchai take reth bharen.
SHOKPIT KA UPYOG
An ish gaddey mai roof ya aagan ka bersati pani paipe dwara layen.chath ka pani ish shokpit main 3ya 4 inch paipe set utara ja sakta hai.
Paipline ko ish shokpit set jodne me bad upper sey shokpit ko ,aside sey pani over flow ki nali nikalker pakka kiya ja sakta haihai.
Shokpit ki lagat
ish karya main lagbhag 5000/_rupey set lekar 10000/_rupey take ka expence aatha hai.
1.plastick paip lagbhag 30/_ya35/_fhit mulya ka ishtemal Karen.
2.dho thiliya reth
3.ek bori lakdi ka koyla
4.dho thiliya motion bajri
5.inth lagbhag 400or majdoori
Shokpit ke labh
apke bhavan ki boring ya aaspass khudey hue kunyan ka JAL eshtar apne app badne lagta hai or boring bhabishya mai poorer varsh pani dene lagta hai.or ydi sbhi esha kar Leon tho ush Stan main pani ka lebal uncha ho jata hai.
NOTE:Mkan ki neev me aaspass shokpit banbayen tho sivil injineir sey awadya salah lein..
.
4.reth me upper ek fit take lakdi ka koyla bharen.
5.koyley ke upper 1fhit tak moti bajri bharen.(reth ki chanan)
6.gaddey me shesh bhag ko ,inthon me addhey rode set bhar dein or fir ushe chipon set dhak dein. Ligiye apka shokpit taiyar hai
You must be logged in to post a comment.